![]() |
Resistor |
Resistor -: Sabse pahle resistor ki khoj kisne ki.resistor ki khoj otis Boykin ne 1959 me Kiya.resistor bahot se kaamo me istemal Kiya jata hai. Resistor ke istemal jaise ki.
Voltage divison,matching,cintrol gain,fix time constants,delite electric current.etc
Resistor electric current ko direct flow (pass) hone me badhaye pahochati hai use resistance kahte hai
Iska (R) pahchan hai aur iska (Ω) ohms unit hai.
Resistance ka quality resistor hai.
Resistor ek components hai jo circuit me resistance flow karta hai

R= V/I
R = resistance
V = Voltage
I = current
Aur iska symbol hai
2. Variable resistor
Fixed resistor -: jiska resistance proper yani fix hota hai.
Variable resistor -: jiska resistance badalte rahta hai.kam jyada hote rahta hai
Resistance series conection aur parallel conection me conection hota hai.
Series conection -:
Req = R1+R2+R3+...................+Rn
Parallel conection
1/Req = 1/R1+1/R2+1/R3+......................+1/Rn
Resistor me 4 to 6 colour aate hai aur colour resistor ka code hota hai isme isme 0 to 9 ka code balue rahta hai.
Resistor
Resistor ke type aur Resistor kya hai iske farmula Maine bataya hai.koi sawal ho to comments kariye.
Comments
Post a Comment